Minggu, 24 November 2013

Dil Kya Kare - Lagu India



Durururu durururu …

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare,
yeh dil kya kare … 2x

divana pagal sa dil, aankho ke kajal sa dil
lehrate aanchal sa dil, julfo ke badal sa dil
tarse naa yeh barse naa yeh,
yeh dil kya kare … 2x

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare,
yeh dil kya kare … 2x

tumse chura le tumhe, sabse chhupa le tumhe
jan se laga le tumhe, apna bana le tumhe
mai betab hu tu beche hai,
yeh dil kya kare … 2x

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare,
yeh dil kya kare … 2x

Durururu durururu …


Tidak ada komentar:

Posting Komentar